Dosto aaj main aapko bataunga google,bing,yandex par sitemap kese submit kare ke baare me.
Sitemap Kya Hai?
Sitemap ek .xml file hai jisme aapki sabhi post ke link photos and videos ka url hota hai. ek sitemap me 50,000 se jayada url nahi ho sakte.Sitemap aapko help karta hai aapki website search engine me dekhane me.
Google Par Sitemap Kese Submit Kare:
Step 1: Pahle webmaster.google.com par jaye.
Step 2: Login kare.
Step 3: Ab crawl option me jakar sitemaps par click kare.
Step4: Ab Add/Test Sitemap par click kare aur apna sitemap url submit kare.

Bing Par Sitemap Kese Submit Kare:
Step 1: Pahle bing webmaster par jaye.
Step2: Ab login kare.
Step3: Ab Configure My Site option me jakar sitemaps par click kare.
Step4: Submit The Sitemap par click karke apna sitemap url paste kare.

Yandex par Sitemap Kese Submit Kare:
Step 1: webmaster.yandex.com par jaye.
Step 2: login kare.
Step 3: Indexing option me jakar sitemap files par click kare.
Step 4: Ab apna sitemap url paste kare aur add par click kare.

Benefit: Sitemap submit karne se aapki website google,yahoo,bing aur yandex search engine me show hone lgegi aur traffic bhi aayega.
SEO kise kahte hai yaha click kare aur jane puri jankari seo ke baare me.